Home Aansu Shayari

गम के आंसू शायरी: Gam ke aansu shayari in hindi-Hindi Shayari Wp

397
0
Gam ke aansu shayari in hindi

गम के आंसू शायरी: Gam ke aansu shayari in hindi. ख़ुशी के आंसू शायरी. आंसू शायरी दो लाइन. अकेले रोना शायरी. प्यार में रोने वाली शायरी. आसु शायरी. झूठे आंसू पर शायरी. Sad Aansu Shayari In Hindi. Love sad shayari gam ke aansu.

 

Gam ke aansu shayari

 

ना जिंदगी मिली ना वफा मिली,

क्यों हर खुशी हमसे खफा मिली,

झूठी मुस्कान लिए दर्द छुपाते रहे,

सच्चे प्यार की हमे क्या सजा मिली…

na zindagi mili na wafa mili,

kyon har khushi hamse khafa mili,

jhuthi muskaan liye dard chhupate rahe,

sache pyaar ki hame kya saza mili…

***

Bahot Dard Deti Hain Teri Yadein

So Jaoun To Jaga Deti Hai

Jag Jaoun To Rula Deti Hai

***

गम के आंसू शायरी 2022

 

वो बिछड़ के हमसे ये दूरियां कर गई,

न जाने क्यों ये मोहब्बत अधूरी कर गई,

अब हमे तन्हाइयां चुभती है तो क्या हुआ,

कम से कम उसकी सारी तमन्नाएं तो पूरी हो गई…

wo bichhad ke hamse yeh duriya kar gai,

na jaane kyon yeh  mohabbat adhuri kar gai,

ab hame tanhaiya chubhti hai to kya hua,

kam se kam usaki saari tamannayen to puri ho gai

***

प्यार के इस प्यार भरे दिल में

आज अचानक धड़क रहा है

आंखें भर गईं पानी और फिर रेम आपको याद करता है,

मुझे बहुत ज्यादा सपने देखना मत छोड़ो कभी मत तोड़ो..

pyaar ke is pyaar bhare dil mein

aaj achanak dhadak raha hai

aankhen bhar gayi  paani aur phir rem aapako yaad karta hai.

mujhe bahut zyaada sapane

dekhna mat chhodo  kabhi mat todo…

***

Gam ke aansu shayari in hindi

gam ke aansu shayari for gf

 

Chal Mere Hum-Nashi  Ab Kahi  or Chal,

Is Chaman Mein Ab Apna Guzara Nahi,

Baat Hoti Gulo Tak To Sah Lete Hum,

Ab To Kanto Par Bhi Haq Hamara Nahi.

***

दुख का समा मुझे घेर लेता है,

जब तेरी याद में ये पल भर के लिए होता है,

ना जाने कब वो दिन आएगा,

जब हर पल इस ज़िन्दगी का तेरे साथ गुजर जाएगा.

dukh ka sama mujhe gher leta hai,

jab teri yaad mein yeh pal bhar ke liye hota hai,

na jaane kab wo din aayega,

jab har pal is zindagi ka tere saath guzar jayega.

***

उन्हें चाहना मेरी कमज़ोरी हैं,

उनसे कह नहीं पाना मेरी मज़बूरी हैं,

वो क्यों नहीं समझते मेरी खामोशी,

क्या प्यार का इज़हार करना जरुरी हैं..।

unhe chahna meri kamzori hai,

unse kah nahi paana meri mazboori hai,

wo kyon nahi samjhte meri khaamoshi,

kya pyaar ka izahaar karna jaruri hai.

***

Tumko Chhupa Rakha Hai In Palkon Mein,

Par Inko Yeh Batana Nahi Aaya,

Sote Huye Bheeg Jaati Hai Palke Meri,

Ab Tak Dard Chhupana Nahi Aaya.

***

Gam ke aansu shayari in hindi

gam ke aansu shayari 2022

 

Mil Bhi Jate Hain To Katra Ke Nikal Jaate H,

Hain Mausam Ki Tarah Log Badal Jaate H,

Hum Abhi Tak Hai Girafdaar-e-Mohabbat Yaaro,

Thokare Kha Ke Suna Tha Ke Sambhal Jaate H.

***

wo chhod kar gaye hame,

na  jaane unki kya mazburi thi,

khuda ne kaha isme unka koi kasoor nahi,

yeh  kahaani to mainne likhi hi adhoori thi.

***

कितना नादान है ये दिल,

कैसे समझाऊँ की,

जिसे तू खोना नही चाहता हैं,

वो तेरा होना नही चाहता है..।

kitana nadaan hai yeh dil,

kaise samjhau ki,

jise tu khona nahi chahata hai,

wo tera hona nahi chahta hai.

***

Gam ke aansu shayari in hindi

 

Hamne kabhi kisi ko aazmaya nahi,

jitna pyaar diya utna kabhi paya nahi,

kisi ko hamari bhi kami mehsoos ho,

shayad aisa khuda ne hame banaya nahi.

***

बिन बात के ही रूठने की आदत है,

किसी अपने का साथ पाने की चाहत है,

आप खुश रहें, मेरा क्या है

मैं तो आईना हूँ  मुझे तो टूटने की आदत है..

bin baat ke hi ruthne ki aadat hai,

kisi apane ka saath paane ki chaaht hai,

aap khush rahe  mera kya hai

main to aaina hoon  mujhe to tutne ki aadat hai..

***

तस्वीर तुम्हारी दिल में बसाये हैं

हर वक़्त हर लम्हा तुम्हे चाहे हैं

आ जाओ फिर से ज़िन्दगी में मेरी

तुम्हारी मोहब्बत में सब कुछ छोड़ा

कुछ ना पाए हैं..

tasveer tumhari dil mein basaaye hai

har waqt har lamha tumhe chaahe hai

aa jao phir se zindagi mein mere

tumhari mohabbat mein sab kuch chhoda

kuch na paye hai..

***

गम के आंसू शायरी

 

बेहद करीब है

वो शख़्स आज भी मेरे इस दिल के,

जिसने खामोशियों का

सहारा लेकर दुरियों को अंजाम दिया..

behad kareeb hai

wo shakhs aaj bhi mere is dil ke,

jisne khamoshiyo ka

sahaara lekar duriyon ko anjaam diya..

***

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here